Doobta wahi hai jise tairna aata hai. Doosra toe pani mein jaata hi nahi.
Kaun hai jisne Mai (sharab) nahi chakhee,
kaun jhoothee kasam uthaata hai,
Maikade se jo bach nikalta hai, Teri aankho mein doob jaata hai.
Wo kaun hain jinhe Touba ki mil gayi fursat,
Hame gunaah bhi karne ko zindagi kam hai.

No comments:
Post a Comment